Skip to main content

kayamat ki wo bate

" dil jud gaya tujse na jane kab,
 tujse khafa toh nahi ye waqt ,mujse na jane kab ye kya keh gaya ,


ye dil hi tha ja jisne tuje dhunda ,
ye waqt hi tha jisne hame milaya , aj wo waqt hi bi6ad gaya na jane kyu..


waqt ki rah toh majbur na thi,
par waqt ne hame majbur kr diya , ye na jane kyu hamse khafa ho gaya,"

- karan rajput diary's

Comments